Agar aapke paas apna koi youtube channel hai to app chahenge ki mera youtube channel dikhane me thoda attractive lage, jab bhi koi naya viewer aapke youtube channel page par aaye tab viewer ko aapka youtube channel page attractive dikhe iske liye aapko youtube par feature milta hai "YouTube Channel Art" ka jisme aap apne channel ke liye attractive banner banake viewer ko apne channel page ki oor attract kar sakte hai. Lekin jab baat channel art ki aatihai tab hamare mide me bas ek hi problem aati ki kaise ek perfect size ka channel art banaya jaye jisse ki hamara channel art sabhi platform like - Mobile, Desktop/ Laptops , TV, etc.. par sahi view mile aur jisme hamara koi bhi character ya fir koi text hide na jo jab hum use apne mobile me dekhe ya fir usko kisi Desktop/ Laptops me dekhe.
Agar aapko thoda bahot Photoshop ka Knowledge ho to aap badehi aasani se ek perfect size ka "YouTube Channel Art" bana sakte hai. iske liye apko kuchh step follow karne honge.
sabse pehle aapko "YouTube Channel Art" ke liye ek Guide line PSD file download karne honge.
PSD file ko aap apne Photoshop me aasani se edit kar askte hai. apko YouTube ke Official youtube help Page par jana hai. click here
useke baad apko "Image size & file guidelines" par click Karna hai.
Step 2 :
"Image size & file guidelnes" par click karte hi aapko kuchh aisa dekhne ko milega.
uske baad apko "Channel Art Templates'' par click karna hai uske baad ek zip file download ho jayega fir aap us file ko extract karne ke baad PSD file ko open karna hai apne Photoshop me aur fir uske baad aap jaisa channel art desin karna chahte hai aap aasani se kar sakte hai.

Step 1 :

see this video for more information
No comments:
Post a Comment
What do you think about this article? just write your feedback in the comment box. Thanks :)